Aisa lagta hai ecr aur nr ki larai chal rahi hai is baat ka andaja tabhi ho gaya tha jab ecr ke ek officer ne special sampark kranti ke bad performence ka blame nr par thop diya tha aur ye sahi bhi tha qk nr ecr train ko koipreority nahi dta lekin jab wr ki spacial rajhdhani chalti hai to woh barabar time par dilli pahunch jati hai