aapke hisaab se saturation hai... okay mai maanta hun... But kya saturation keval 12873/74 ya 12817/18 k liye hi hai?? mai bahot dinon se 12873 ko track krta aa rha hun... 22405 aur 12873 ke dep cnb mei jyada antar nhi tha but anvt pahunchte pahunchte dono k time mei around 50 mins ka antar aa gya plus 12561 ne ot kiya tha 12873 ko.... agar congestion aata ya hota toh dono trains late hoti.... aur 22405 k 2 halts bhi hain toh usko clearance kaise mil gya???
similarly ek baar 22857 aur 12873 k time mei bhi jyaada antar nhi tha cnb se dep mei... aur 22857 more than 8 hrs delay thi ..... toh kaayde se aljn...
more... mei 12873 ko aage nikaalna chahiye tha jo ki NCR ne nhi kiya aur usko outer pr khada rakha aur 22857 k peeche hi chalti rhi..... 22857 delayed jyada thi plus 12873 ko kayde se aage nikaalna chahiye coz aljn pr 22857 ka halt tha ...jo ki NCR ne nhi kiya....
Toh kya yeh partiality nhi hai toh kya hai??