Ha bhai..PM South Bihar me ji rahega jaha hai aur jab Ranchi wali ka bhi new TT ayega to isko aur subh me lake kyunki slack bahut hai aur RSA kar k 7-8 baze morning me khola ja sakta kisi aur jagah k liye jisse ki ye beech k 12-14 ghnte use ho jaye aur fir rat ko khule..aur sabse badhiya to ye rahe ki waha ranchi me jo khadi rahegi usko bhi kahi 2 ghnte aage extend krdo..waise iski possibility to kam hai lekin ECR isko yaha kahi extend karega nahi chance nahi hai kyunki kaha karega isiliye isko kahi aur bheja ja sakta..aur iska PM bhi RNC me hi ho to badhiya..