Bhaiii yaha se only PM usssi train ka rakhega jo long distance kiii train hogii.... Warna baaki sbka sm karega aur tat bhut kam rakhega 2-3hrs...jaise ara-ranchi exp ka haii only 2 hrs tat haii ara pe waise hii extended like short intercity ya sm walii train ka tat kam rahega