Amit sir aur baaki sabhi, mai aap logo ko yeh nahi keh raha ki bihar jharakhand hi todfod machate hain....sab jagah hota hoga, maan liya...par Bihar Jharkhand UP always in news. Maharashtra Gujarat Rajasthan Punjab...idhar bhi ho sakta hai...hota bhi hoga shayad...but sapt kranti ka jo haal hua, vo kisi aur state me suna kya aapne kabhi?