Important thing is inaugration! Ab chahe wo public hi kyun naa kare. Mantri ji ke pas time nahi hai toh kya hua. Aisa pehle bhi hua Yamuna Bank-Anand Vihar delhi metro section ke liye PM MMSingh ke paas time nahi tha, tab uska inaugration public ne khud hi kiya tha