Mujhe lko se zyada achi controlling cnb ki lgti hai maine Bohot Baar travel Kia hai ndls se cnb kisi bhi train Ko detain nhi krta.
Plus agr woh train SK, Poorva, shivganga etc Jaisi hai toh rukti bhi nhi...
Jhs side se cnb ka alag pyar hai waha ki har train Ko Bhimsen ya Juhi pe detain rkhta hai