janta ne bjp ko kendra,rajya,municipal sabme jeetaya magar sarkar ke pratinidhi aur sarkar aankh band karke so rahi hai.janta ko iska hisab aane wale samay main
gujrat ki janta ki tarah janmat de.vikas ke naam per kewal kanpur walo ko kab tak bewkoof banayagi bjp.