2020 aagya hai coronavirus ke saath aur iss line pe kuch nahi hua.
Pr jo main question hai uske liye mujhe lagta hai agar kabhi traffic thoda iss route pe skip karna ho toh saharanpur bypass bhi ho sakta hai sidha Yamuna nagar ke liye thana bhawan se.
Baki kitna hoga kitna nahi, kab hoga hoga bhi ya nahi pata nahi.