NDLS se jab 2003 me start hui thi to 15:00 tha departure aur NDLS arrival 08:00am .. baad me arrival 07:40am kar diya gaya lekin departure 14:40 kar diya gaya.. 2010 me ANVT shift hui to bhi departure 14:40 hi raha jabki easily 15:00 kar sakte the as ANVT aage hai NDLS se.. lekin 2 yrs ago 07:40am wala arrival (ANVT pe bhi yehi tha) ko 08:00am kar diye..
infact 15:00 pe ANVT departure aur arrival again 07:40am kar den to bhi speedup dikhega on paper :D