Kahin IR Flexifare/Suvidha/PT etc ke jaariye paxs ki jeb par chaaku chala raka hai,
To kahin Paxs without ticket rail yaatra kar ke IR ki Jeb par chaaku chala rahe hain.
Par is report mein to IR yaatrion ki gardan par hi chaaku rakh ke kamaai kar raha hai!
IR samhal ke rahio, kyon ki, Raaj Kumar ji kya keh gaye hain
Jaani,...
more... yeh chaaku hai, lag jaata hai, to khoon nikal aata hai!!