Bhai kam toh abhi 1-2 mahino ka bacha h route me abhi maghar aur domingarh ke biche me bhot kam hai kyukyi wiring hui hai but abhi OHE ko fix nhi kiya gya hai ... Jaisa ki meri baat hui thi unlogo se toh pta chala tha ki 1-2 mnth lg jayenge lekin kam bhot tezzi se ho raha hai warna 6 mnth bhi lg jate ...