last time 3 logon ne jo catch kiya uske baad ab tak WAP-7 SER nahi gaya hai aur agar jata to pata chal jata pehle hi kyonki Mumbai ke RF jyada hi sakriya hai aur jankari jaldi covey karte hain, main bhi wait kar raha hun biggest WAP-7 offlink ka with Mail/SHM express. RDS ke bare me mujhe khas nahi pata kyonki uski jankari mere pass kam hai bahut kam hi use karta hun use.