MKP-ALD section mein Shankargarh tak train thik thak chalti hai fir Shankargarh se ALD tak train crewl karti hai sabse pahle train Idaratganj mein atkegi COI side vali train ke liye fir LKJN par rukegi tab kahi jaakar aayega Naini Outer waha bhi train kuchh samay ke liye rukegi tab kahi jaakar aayega Naini station vaha Main line ko clear hone tak wait karegi jab main line clear ho jayega tab train 20KMPH ki speed se ALD ki taraf aage badhegi ab pahuch gaye hum ALD outer apni train abhi main line par hai jo PF 4/5 ke bich mein se jati hai aur hame PF9/10 par jana hai to PF 5 jo UP main Line(NDLS-HWH) hai usse Cross/Block karna padega uss hisab se UP main line Block hogi agar UP line par koi train hogi to usse clear karvayenge fir last mein ab aata hai ALD PF 9/10 ka number...
more... to vaha jane ke liye Diamond Xing padti hai to waha 10 ka PSR hai iss liye yaha bhi renngte rengte train jayegi ....