haa ho sakti hai agar line aage clear hai to.. kai baar aisa hota hai with JS, SK and VS at Mgs and Kanpur.. kai baar SK MGs se 0900-0910 tak depart hui hai, jabki actual dep time 2122 h hai. even kanpur se pehle nikal jaya karti thi jab 130 pe chal rahi thi. actually agar crew ready hai aur changeover timely ho jaata hai to wo depart kara dete hai, taki PF jyada samay tak occupy na rahe