Mumbai Rajdhani ek alag level ki train hain . Atleast WR, WCR, NCR iss train key liye har sambhav prayas kartein hain taaki yeh din par din aur behtar ho. Acha hona hi hain.
Har 2-3 mahiney mein wah kuch na kuch aisaa kartein hain jissey iski speed , punctuality etc badhey. Kabi push pull trials to kabhi dual p5 trials to kabhi new tt implementation. Sab circular yaha aata hain. sabko pta hi hain