GRP ke barababu dwara majduron par revolvar taanne ki ghatna ke bad BIHAR SAMPARK KRANTI Darbhanga Jn.par khari hai.DRM Samastipur Darbhanga aa rahe hain Rail SP Muzaffarpur ke sath .Darbhanga Jn. ke sabhi staff railway track par dharna dekar baithe hain.