Rail budget aane wala hai. wish lists ke din gaye. Pooja ya exam ho chuki aur time aa gaya result ya prasad ka. Bus yahi kehna hai jo bhi ho swekar kijiye aur aanand uthaiye. gum na kare yadi aapko kuch na mila ho ya kam mila ho Khushiya manaiye ki aapke fellow rail fan ko kuch mila. Prasad ko shraddha se liya jata hai uski burai nahi ki jati. Aur akhir me kahna chahta hoo ki yadi abhi na mile to intezar kijiye...intizar ka fal meetha hota hai.