Gira do sarkar jharkhand ka, kya bus, hotel sabka bhraman kar raha hai sare MLA. Hume bhi lagta hai Hotel kholna parega sare state capitals mein jis hisab se har ek do mahina baad kisi na kisi state ka sarkar gir raha hai aur MLA s hotel mein ruk raha hai. Ameer banne ka asan tarika
😀😀😀😀😀😀