Bilkul Vageesh ki tarah. Usne mere kai trains mein 'illogical' reason dekar laal daala tha. Fir explanation maangne se woh mujhe pvt mein threatening diya tha. Usne kahaa tha ki main ek "fake ID holder" hun, mera acct "kuchh hi dinon mein ban hone wala hai", main ek "maha spammer hun jiska pichhla acct ba ho chuka tha, so i need to behave myself". I got enraged on reading all these trash. Then and there, maine FM ko report kar diya ki woh banda mujhe red diya hai, aur, jab maine uska reason puchha usse, tab woh mujhe threatening diya hai. Yeh sunke FM ne reds toh hataa hi diya, lekin kahaa ki threatening ke baare mein uska kuchh bhi nai karna hai!!!