Jo bhi fake news vandebharat ki accident bata kar Simphaty hasil karna chahta hai beth jau yar had hoti hai aisi chatukarita kisi
Tum kiya chahte ho me bata hun
Tum ye batana chah rahe ho ke govt to bahut try kar rahi hai lekin public hai us laiyek nahi aur is baar se tumhari sanp bhi mar jaye aur lathi bhi na tute aur agar actual me hua hai to news link bhi bhejo had hoti hai
Yar...
more... pehle bhi train aai hai aur us wakt ke liye bhi ek bahut bari baar thi lhb jab aai thi to kiya hua tha us wakt??? yar ab itna hungama q karte hai yar mahnama jaisi icf ko kiya bol kar add kiye???? Flight jaisi suvidha??? Ghanta...
Gatiman yar 20 sal se us route par 150 ki speed se train chal rahi thi us ko hungama kiye semi bullet train yaaar band karo yar
As railfan T18 vandebharat me safar karna chahta hun lekin fake fake pics share mat karo koi bhi public aisa nahi karti jaisa batate ho yar
Ek pattern jo tum log ko milta hai use share karte ho jo saaf fake pics lagti hai