Waise kal 12424 dbrt rajdhani ka OT hua CNB mein baki saare rajdhanis se. Main to soch raha tha loco fail hua uska kal. Lekin, yeh bhi surprising hain ki 3 loco failures in consecutive days!! Lekin yeh NCR ka koi naya game hain kya? Har din ek rajdhani ka OT karwana by turns.