IR walon!! aap ne in chhatron ko apprenticeship mein aisee kyaa training de di ki yeh to khule railway track par hi utar aaye!
Pehle sunte the ki log sadakon par utar aaye, ab yeh sun rahe hai ki log railway track par utar aaye!
Logonn se ticket kharidwa ke train mein baithaana ya khadaa karna hai, na kikhule track par khada karna hai !