TT mein bhi Bana sakta hun lekin IRI waale humko maanthe nahin na NTES walon ko maanthe hein aur NTES waala Kuch bhi de deta hai kal ko yeh 1 min bhi hata kar Train passing mein hi LR karwa sakta hein ha ha ha Aise Log NTES mein baithe hein jinko itna common sense nahi ki LR ko kitna time lagega.