rti officer saheb, ram ram. aapko pata hi hoga ki galat jawab ke liye upar bhi ja sakte h aur fir court bhi h. jawabon ko media me aur logon ko bhi share kar sakte h. mla, mp, mantri ke naak men dam kar sakte h. karni sena valon ko sath me le liya to fir rly v govt ki jaan chhudani mushkil ho jayegi