Asal me baat ye hai ki hum kabhi nahi bata sakte ki kaun si train ka accident ya derail hone wala hai jab ho jata hai tabhi hume pata chalta hai ,maine khud experience kiya us din jab mai durg hs me mtj se kmj ja raha tha tabhi agra cantt me kaling utkal cross hui mai dekh ke bahut khush hua lkin maine kabhi nahi socha tha ki thodi dur aage jake iske sath aisa hadsa ho jayega ,filhal abhi bas ye kiya ja sakte hai ki jyada se jyada lhb coach ka production kar ke durghatana ko kam ya durghatana me hone wale nuksan ko kam se kam kar sakte hai