Sir mai unko kuch maanta hai, par kuch to reason hoga na ki vo vacancies khali hai, aisa to hai nahi ki vo khali rakhi gayi hai.
Corruption koi pehli baar railways me nahi aaya ye kab se hi chalu hai, kuch to reason hoga na vo khali rakhne ka, aivayi to chalta nai h.
Mera kehna itna hai ki bolna aasaan hai, par actual Ministry me kya chalu hai yaha se na aap bata sakte hai na hum.