Bhai hamare ghar me bachhe yahi mante h ki Lal rang me jo gadi aayego wo Rajdhani hi hoegi .
Ab isme unki galti nahi h Railway walo ki galti h kyo ki unhone Rajdhani ki livery ko change nahi kiya kiya.
Iske alawa Antyodya ka name bhi Pili gadi rakh diya h