Bhai kar chuke kai bar. Hum to daily GTJT-GADJ up down karte h .
Hamre barabar travel to shayad IRi par kisi ne nahi kiya ho lekin pichhle 2 sal se travelling kam ho kar 1000km/month par hi aa gai h bcz mai SSC ki preparation kar raha hu .warna 3000-5000km/month ka travel hota tha mera pahle.
Iri par log MPS se bhi jyada run karne wale facts ko nahi mante lekin mai to manta hu kyo ki maine aisa hote dekha h .