@विश्व नाथ**: Re# 208231-7
Sir, ye ab dekhiya gogle translation.
agar aapne pran liya hai to thik hai = अगर आपने प्राण लिया थिक है के लिए है
agar aapne prn liya hai to thik hai = अगर आपने PRN लिया थिक है के लिए है
Sir,...
more...
Ye hindi mein likhana, aur vo bhi computer per mere ko TeDi kheer jaisa lagata hai.
Maine dekha hai ki reply box mein Hindi option hai, aur vo thodi samay kaam kiya tha, par ab nahi karta hai. to kshama karein ki main aapko iski itala de raha hoon.
vaise to google ka translation bhi 'shashtriya nahi' hai, par wo kaisa hai ye aap uupar dekh sakate hain.
dhanyawaad.