ho sakta hai usko confusion ho gaya ho or ye Sapu ka sabse bada fan ka matlab kya hota hai? koi contest hua tha kya jisme usko ye certificate mila ho. Ye comesum ka khana hai or koi bhi jisne abhi tak comesum me khaya hoga ye guarantee k sath keh dega ki ye comesum ka hi khana hai.