Cards khelne se koi nuisance nahi hota ye to logo ka galat interpretation hai ki koi bhi card game ko gambling samajh lete hai aur ye to kuch bhi nahi hai ek baar to mera ek friend jo train mein UNO cards khel raha tha usspe RPF/GRP bhadak gayi ki train mein juwa khel rahe ho, ab kaun samjhaye inko ki UNO cards and playing cards mein zameen asmaan ka farak hai