sir kya ratangarh wali train daily hi chalegi ya nahi aur utranchal wali sampark karanti train bhi gurgaon tak kar de to bhut hi accha hai kyo ki gurgaon se bhi bhuat log hai jo us train mai jate agr ye trin bhi gurgan to laga dete to bhut hi accha hota
thanks