mubark mubark mubark aapki dua qbool ho gayi aaj aakhir mahabodhi ka rescheduling start ho gaya .today mahabodhi rescheduled by 2hrs and 40min ,is se to clear hai ki meri aashanka bulkul sahi thi ki mahabodhi ka 3rd rake majboori me in logo ne use kiya tha nahi to aaj ye train rescheduled nahi hoti chalo ek kahawat hai "" dhak ke tin paat"".