kyu anvt dnr jan sadharan ka TT dekho zara...kya kharaabi hai usme...limited stops hai 55 ka avg hai aur new lhb rake hai...aur ECR usko as a express train chala raha hai. Jyadatar antyodaya ka avg 55-58 ka hi hai kuch ka to usse bhi kam hai ( example : bsp bkn antyodaya )...Aur rahi baat facilities ki to deen dayalu coach koi bhi zone kisi bhi train ko de de raha agar uske pass available hai, uska koi eligibility criteria hi nahi hai.
ye partialiaty nahi to aur kya hai