मावली - बड़ीसादड़ी रेल लाइन :- जल्द शुरू होगा विद्युतीकरण का कार्य, अगले 12 माह में पूरा करने का लक्ष्य।।।
UDZ side se LR nahi karna hai BI jaane ke liye.
Bypass banega MVJ me?
Aisi to koi news nhi h...mavli bypass ki
It means abhi time lagega CRS me..
Kam se kam 6 months to lag hi jayenge finishing me.
Ha bhai...Time lgega yrrr
Electrification k tender bhi issue ho gye h
Railway chahe to mavli se nathdwara tk electrification kr skti h
kya baat kar rahe ho bhai 1-2 bar loco bhi aa chuka hai aur rail rack bhi aa gaya hai
Some pics of SB, TB caputred during travelling from UDZ to COR...
Date - 25th Jan. 2021..
Pic No.1-6 :- Chetak Express standing on Pf No.1 @ UDZ..
Pic No.7-10 :- Mewar Express...
more... on Pf No.2 @ UDZ..
Pic No.11-13 :- Pics of RPZ..
Pic No.14-15 :- Pics of MVJ & FAN..
Pic No.16-19 :- Pics of COR @ Pf No.1
Pic No.20-24 :- Chetak Express arrived on Pf No.1 @ COR..
Posted thru
Follow my Trip
wikipedia updated Chetak Loco link to GZB/TKD WAP5/7
Paper wale bhi na, kuchh bhi chhap dete h, jab 2004 me BG bhi start nhi hui thi to train kaha se chal sakti h.😂😂😂
Bg first train 2006 mewar
Second 2008 something chetak
2006 nhi 2005 me hi Mewar express chal gayi thi..
Mere pass taag 2006 ke baad ke hai
H but Bg ka inauguration RM Lalu Yadav ne 2005 me Mewar Express ko green flag dikha k kiya tha..