Special Train: आनंद विहार से अयोध्या के बीच 27 अप्रैल से विशेष ट्रेन, रेलवे ने जारी की समय सारणीIndian Railways is offering a special train service from Anand Vihar to Ayodhya from April 27th to June 30th to cater to the increased demand for travel during the Ram Navami festival. This train will run 19 trips up and down each week. The move comes as regular trains between Anand...
more... Vihar and Ayodhya, via Bareilly, have been experiencing a high demand for tickets, with many routes showing no availability for the next two months. This special train is expected to ease travel for pilgrims visiting Ayodhya.
Ram Lalla ke darshan ke liye trains mein confirm ticket ka intezaar kar rahe yaatriyon ko railway ne suvidha di hai. Railway 27 April se 30 June tak Anand Vihar se Ayodhya ke beech special train ka sanchalan karega. Yeh train up-down mein 19-19 phere lege. Mangalvaar ko railway ne special...
more... train ki samay sarini jaari kar di. Bareilly hote hue Ayodhya ke liye panch niyamit trainen hain. Iske alawa chaar trainon ka sanchalan saptah mein ek se teen din tak kiya jata hai. In mein se kisi train mein aagele do mahine tak confirm ticket nahi hai. Ramnavmi se pehle hi Ayodhya ki trainon mein confirm ticket ke liye maara-mari hai. Kai trainon mein no room ki sthiti hai. Aise mein yeh special train Rambhakton ko suvidha degi.