Kahin ka loco kahin ka dabba,
Bhanumati ne Fairy queen joda.
Dibbe kum power hai Thoda,
Yeh Loco hai ya Buddha Ghoda,
Jo apni dhun mein sarpat dauda!
-...
more...
Boiler ki fumes karti hai kunda,
60 paxs ka business hai thanda,
line capacity bhi na bane adanga.
Heritage value ka ada hai danda,
Yeh kaisa Fairy Queen ka Funda!!