Jhansi se daily proposal tha iss train ka. Khajuraho jaake NCR ka wahi "path constraints" issue aa jataa hai.
Sushasan Express ke liye likha hai ki Usmein RSA hoga, baaki trains ke saath merger. And Jhansi already has 26, 24 coach washing line which are standing empty because of Gwl/Af ADI Express and Gwl Indb Express jinke liye ye actually bani thi but kabhi ye trains yahan aayi hi nahi.
Ab ye Jhansi-Bandra Express, PSS aur Etawah Intercity use karti hein.