ya ya m sorry wo to me pnr predit kar raha tha to rmgm nam ka koi station hai usse distance hai 44km par 138 km hai total distance wo bhi kam hi hai ab ye batao kya ir bhedbhav nahi kar raha hai ham kitne salo se jhalawar jaipur ya jodhpur mang rahe wo nahi de sakta aur sirf 138km ke liye train chalata hai