vinaykumar mahhashay, us steshun ka asli naam hai majitha code mjta aur maitha nahin code mta jo uttar pradesh ke kanpur dehath may stith hai. mere khyaal se iska code theekh karvane se station ka naam apne aap theekh ho jayega, waise is galti ki dhyaanakarshan karane ke liye dhanyavad.