Hume taklif nahi ho rahi, hum to aapko sahi raasta bata rahe Hai. Jaunpur ki janta ki aawaj uthana Hai to Wahan uthao na jagan us aawaj ko sun ker koi kuch ker sake, yahan koi Kya ker lega aapki demands sun ker, koi Railway ka officials forum to Hai nahi ye ki yahan ye sab likhne se aapki samasyao ka koi samadhaan ker sake. Peet me dard Hai to doctor ko samasya sunayenge, mochi ko suna ker kya fayda Hoga, time barbaad hi Hoga kewal.