Baat to sab karte hai. DRM to ADRA me baith ta hai bhai, aa jata hai kabhi kabhi aur kaam dekh leta hai. Wo chahe to 3 saal kya 3 mahine me kaam ho jaaye. Jitna kaam ab tak kiya hai na usko karne me 5-6 months bhi more than enough hote hai agar upar se monitoring ho to.