Haan, pehle jab 2003-04 mein main school jata tha tab railways kaa dekh kar maine 24 Hrs ka format use karna shuru kiya tha, par baad mein mujhe 24 Hrs wala format (also called as Military time format) zyada dekhne/samajhne mein asaan lagne laga, bas tab sey wohi chal raha hain!