Suvidha ki asuvidha kafi gandi halat me sleeper tc ko jab complain kiya to woh apna dard batane laga ke me to kal se complain kar raha hun lekin koi sunwai nahi huai. Ab mujhe ye nahi samajh ata ke Twitter ka natak kiya hai jab tc ki nahi suni ja rahi hai to aam public ki kiya suni jayegi waise is train ka pura staf patna se ata hai aur tc ne kaha safai wala patna hi chut gaya hai