rajdhani mumbai to vadodara ke bich 30 minute fast hone wali hai 130 kmph par,
abhi 120 kmph par chalti hai jisko increase karke 130 kmph kiya ja raha hai.
vadodara se ratlam tak 110 kmph hai jisko increased karke 120 kiya ja raha hai.
agar vadodara se ratlam ko bhi 120 kmph se 130 kmph kiya jaye to 1 hour...
more... faster ho sakti hai BCT rajdhani