Spotting
 Timeline
 Travel Tip
 Trip
 Race
 Social
 Greeting
 Poll
 Img
 PNR
 Pic
 Blog
 News
 Conf TL
 RF Club
 Convention
 Monitor
 Topic
 #
 Rating
 Correct
 Wrong
 Stamp
 PNR Ref
 PNR Req
 Blank PNRs
 HJ
 Vote
 Pred
 @
 FM Alert
 FM Approval
 Pvt
News Super Search
 ↓ 
×
Member:
Posting Date From:
Posting Date To:
Category:
Zone:
Language:
IR Press Release:

Search
  Go  
dark mode
 
Thu Mar 28 17:00:07 IST
Home
Trains
ΣChains
Atlas
PNR
Forum
Quiz
Topics
Gallery
News
FAQ
Trips
Login
Advanced Search
<<prev entry    next entry>>
News Entry# 465190
Sep 19 2021 (07:37) उपराजधानी को मिली एक और नई ट्रेन की सौगात (www.jagran.com)
New/Special Trains
ER/Eastern
58910 views
2

News Entry# 465190   
  Past Edits
Sep 19 2021 (07:37)
Station Tag: Ranchi Junction/RNC added by TC4D/1912644

Sep 19 2021 (07:37)
Station Tag: Bhagalpur Junction/BGP added by TC4D/1912644

Sep 19 2021 (07:37)
Station Tag: Godda/GODA added by TC4D/1912644
रेलवे ने झारखंड की उपराजधानी के लोगों को राज्य की राजधानी रांची जाने के लिए एक नई ट्रेन चलाने की मंजूरी दे दी है। पूर्व में...

19 Posts

19088 views
0

Sep 19 2021 (22:59)
TC4D^~
TC4D^~   15892 blog posts
Re# 5069783-20               Past Edits
Wakht ne 02349/50 ka bataya hi😉 aage bhi pata lagega
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

13220 views
0

Sep 20 2021 (06:51)
AmitJha^~   18241 blog posts
Re# 5069783-21               Past Edits
2349/50 fully AC hai. usme SL nahin add karne ka faisla weird hai tab jabki PrayagRaj NDLS/ANVT HS aur MDP HS me bhi SL hai. In fact 95% HS ko SL coach mila hua hai.
baki waqt ne jo bataya hum aur aap dono dekh hi rahe hain trolling ke baad bhi chal rahi hai wo..
baki isme 2A 3A SL GS sab hai.
Aur
...
more...
GODA only 6 month old station hai still trains mil rahi hai usko to waqt to bata hi raha hai Choubey ji .. wait kariye abhi waqt 3-4 train GODA ke liye aur batayega 😉😉

Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

13714 views
0

Sep 20 2021 (07:29)guest
Re# 5069783-22              
Wohi bata raha hu na pura high court shift kar dena chahiye. Jab tak Tata/Rnc/Dhn ke babus ko majburi me Santhal Pargana na jana pade development nahi hoga.
Isiliye to Cuttack, Parayagraj ka example diya.
Chattisgarh me vi yeh system dikhe ga aapko.
Shift karde to ultimately jharkhand ke liye badiya hoga
Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

11775 views
1

Sep 20 2021 (09:55)
AmitJha^~   18241 blog posts
Re# 5069783-23              
@5069783-22  @guest
Karenge nahi na.. mushkil ye hai ki logon me ye mentality hoti hai ki samne wale ko aage badhte dekhna nahin chahte.
I was born n grew up in Dumka.
till 15th Nov 2000 Dumka kaisa tha mujhe yaad hai. Aaj thoda behtar isi liye dikhta hai kyonki Jharkhand alag hua.
Same with Ranchi.. 15th Nov 2020 tak Ranchi ki halat bhi bahut
...
more...
achhi nahi thi. Jahan Dumka aaj hai usse bas 10 kadam aage hoga Ranchi us time. Coz combined Bihar me jo bhi development tha sirf Patna fir BGP MFP GAYA me tha. Sara paisa mostly is taraf se milta tha lekin development ke naam par zero tha mamla..a

Aaj Dumka ke sath bhi wahi scene hai. sab kuch ab Ranchi Dhanbad Tata ke pas hai aur is taraf Deoghar ke pas. Dumka ignored hai.
Anyway ye Railways information discussion ki site hai bekar me blog detail hoga aur political baten se bahas badhegi.
so is baat ko khatam karte hain.

Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response

12112 views
1

Sep 20 2021 (10:52)guest
Re# 5069783-24              
kerela aur baki developed states me yehi model follow hota hai sir.
isse development ek hi city me akar ruk nahi jata hai. multiple area ek sath develop hoga.
ranchi/dumka ka weather acha hai toh woha hospitals and tourism industry develop kiya ja sakta hai.
Deoghar me jyotiling hai to pura religious tourism develop karna chahiye. Deoghar ko Ujjain/Varanasi ke model pe develop karna
...
more...
chahiye. hindu university khol sakte hai waha.
tata/bksc/dhn me jam ke aur vi industry develop karo
aur sahebaganj aur palamau jaise remote area me aap educational hub banao.
yehi model bas follow ho jaye jharkhand develop ho jayega.

Translate to English
Translate to Hindi
Show AI Response
Scroll to Top
Scroll to Bottom
Go to Mobile site
Important Note: This website NEVER solicits for Money or Donations. Please beware of anyone requesting/demanding money on behalf of IRI. Thanks.
Disclaimer: This website has NO affiliation with the Government-run site of Indian Railways. This site does NOT claim 100% accuracy of fast-changing Rail Information. YOU are responsible for independently confirming the validity of information through other sources.
India Rail Info Privacy Policy