Ok agar East coast exp Src CDO k pass raha tab thik hai........
Kahin Jagannath exp k sath East coast exp ka RSA toh nehin kar .dega na SER????
Abhi itna sara rakes ko full day SRC mein rakhega kahan se ...ek toh Jagannath, Gitanjali, aab Kriya yoga, east coast exp sare alag alag rakes SRC CDO mein rakha hoga SER ko....so kahin Jagannath aur Kriya yoga exp ka RSA toh nehin kar dega SER?